mere dosto mujhe tum bhula do
ke mai kuch bhi nahi hun
zyaan hun bayaan hun
mai kaise bhula dun
ke ab tak yehaan hun
kya waqi ek zarra thi zaat meri zaya gaii
kya bas itni thi auqat meri ke aai gaii
haye kaash mai hoti saba
saath hoti tumhare
haaye kaash dhoop hoti
sang hoti tumhare
haaye kaash raat hoti tum hote sitaare
pehle tum se mila karti thi shaam-o-sawere
bazm-e-yaaraan ke laga karte they roz phere
khoja khud ko sada sang pyaro tumhare
tumhari shararton ne
khole they raaz saare
mai jaanti hun
saath tumhara
moqadar se mila hai
tum si koi baat
kahin bhi nahi thi
perwaz ki chah may
ganwaye per bhi apne
tum si koii baat
wassaton may bhi nahi thi
na mil saki zamin bhi
qadmon ko apne
asmaan ki zid
dono suraton may nahi thi
chaand,tum jahaan they
mai bhi wahin thi
ke mai kuch bhi nahi hun
zyaan hun bayaan hun
mai kaise bhula dun
ke ab tak yehaan hun
kya waqi ek zarra thi zaat meri zaya gaii
kya bas itni thi auqat meri ke aai gaii
haye kaash mai hoti saba
saath hoti tumhare
haaye kaash dhoop hoti
sang hoti tumhare
haaye kaash raat hoti tum hote sitaare
pehle tum se mila karti thi shaam-o-sawere
bazm-e-yaaraan ke laga karte they roz phere
khoja khud ko sada sang pyaro tumhare
tumhari shararton ne
khole they raaz saare
mai jaanti hun
saath tumhara
moqadar se mila hai
tum si koi baat
kahin bhi nahi thi
perwaz ki chah may
ganwaye per bhi apne
tum si koii baat
wassaton may bhi nahi thi
na mil saki zamin bhi
qadmon ko apne
asmaan ki zid
dono suraton may nahi thi
chaand,tum jahaan they
mai bhi wahin thi
No comments:
Post a Comment