muzhda-e-jaan hai rahbar
teri ek nazar thi badi Kargar
Dojahan se kargai Bakhabar
hai ye konsa alam deedawar
Insaan insaan se raha mukar
Soch ka dar zara khol bashar
yehi alam hoga roz-e-hashar
Teri zaat gali teri zaat shahar
Tu hai rishton ki ek raah-guzar
duniya mahaz ek saa-at ka safar
tera hona us ke hone ki khabar
us ki hamd-o-sana ka hai ye asar
Ezaazil bhi bhul gaya apni dagar
No comments:
Post a Comment